Meri Pehchaan / मेरी पहचान : Soch Badlo Samaaj Badlega
Hindi

About The Book

Ek aurat apni jindagi mein kai bhumikayein nibhati hai. Beti biwi bahu aur ma har bhumika mein usse humesha sabse shresth rahne ki apeksha ki jati hai. Par badle mein use milta hai sirf dutkar beto ke muqable kam pyar aur samaajik soshan. Isi dard ko Ritu Dubey ne apni kavitaon mein bayan kia hai. Yeh kitab unki sirf ek choti si kosish hai samaj ko sandesh dene kee ki ek aurat ki bhi apni pehchaan hai. Aaj hi is kitaab ko padhein ya kisi ko bhent karein aur Ritu Dubey ke sang ek aurat ko pehchaan dialne mein madad karein.
Piracy-free
Piracy-free
Assured Quality
Assured Quality
Secure Transactions
Secure Transactions
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.
downArrow

Details


LOOKING TO PLACE A BULK ORDER?CLICK HERE