*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.
₹140
Out Of Stock
All inclusive*
About The Book
Description
Author
PESH HAI ZINDAGI KE ANUBHAV KE GALIYARON SE CHUNE HUYE CHAMAKTE MOTI. HAR MOTI EK DOOSRE SE ALAG HOTE HUYE BHI VIBHINN KAHANIYON KE ROOP MEIN HAMEIN EK ANOKHE SAFAR PAR LE JATA HAI. UTAR-CHADHAV SE BHARA HUA YEH RASTA SIRF EK HI MANZIL PE RUKTA HAI JAHAN PYAR APNAPAN SANTOSH AUR SUKH KI PRAPTI HAI.IS SHRINKHLA MEIN LEKHIKA NE TEEN MOTI YANI TEEN PATRA LIYE HAIN JO LEKHIKA SE KISI NA KISI ROOP MEIN JURTE HAIN.SACHAYI KI DHRATAL PAR APNI CHAMAK BIKHERTE HUYE YE KIRDAR APKO EHSAS DILATE HAIN KI SHAYAD IN MEIN SE KOI ZINDAGI AAPSE KAHIN NA KAHIN JURTI HO YA AAPSE MILTI-JULTI HO. HO SAKTA HAI KISI MOTI KI CHAMAK AAPKO AAPKE JIVAN KE KISI ANOKE BANDHAN YA KHOOBSURAT RISHTE SE ROOBRU KARWAYE.