*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.
₹173
₹175
1% OFF
Paperback
All inclusive*
Qty:
1
About The Book
Description
Author
KSHANIKAYEN V NASRI NAZM KA SANGRAH Kam shabdon me gehri baat kehne ka saleeka hi is kitaab ko mahatvpoorn banata hai. Yeh sangrah HINDUSTANI me hai yaani ki HINDI aur URDU donon bhashayen ismen prayukt hui hain. HINDI me inhen KSHANIKA kehte hain aur URDU me NASRI NAZM. KHAYAALON KI KATRANON me NAZAAKAT hai NAFAASAT hai.ISHQ ki alag alag tasveeren hain kabhi Khushmijaaz hain toh kabhi Udaas. kahin CHAAND hai toh kahin SHARAARAT. ismen hasraten hain ehsasaat hain. Har kism ka zaayka hai is kitaab me. Jis tarah rooh ke bagair shakhs ka koi vajood nahin hota vaise hi SHAYRI me bhi agar ROOH na ho toh uska vajood na ke baraabar hota hai. Magar MUKHTSAR SI BAAT HAI me aapko har KSHANIKA har QATAA rooh se bharpoor milega jo aapki rooh tak pahunchega. Aur ho sakta hai ki shayri ki rooh aur aapki rooh milkar koi anokha SANGEET hi bana den.