Namara
Hindi


LOOKING TO PLACE A BULK ORDER?CLICK HERE

Piracy-free
Piracy-free
Assured Quality
Assured Quality
Secure Transactions
Secure Transactions
Fast Delivery
Fast Delivery
Sustainably Printed
Sustainably Printed
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.

About The Book

Namara jo hai woh ek sachche kiradaar par aadhaarit hai yeh ek aise kiradaar kee kahani hai jisko 23 saal ke baad apni pehchaan ke baare mein pata chala tha uski is nayi pehchaan kee wajah se samaaj ke logon ne yahaan tak ki uske qareebee doston ne jo usko bachapan se jaante the apni apni dhaarana ke hisaab se apne mann mein usko lekar alag alag raay nirdhaarit karli thee. Jiska uske jeevan par bahut bura prabhaav pada aur uska jeevan aisi disha kee aor chala gaya jisaka anjaam bahut hi dardnaak hua jabaki is jeevan kee paribhaasha kuch aur ho sakti thee. Kehte hain utaar chadhaav ko samajhana hamaare liye kathin hota hai aksar ham aise raaste chunte hain jo aasaan ho aur jinse humein takaleef na ho phir bhale hi usme kisi aur ka nuksaan hee kyon na ho ham sirf khud se matlab rakhte hain aur apni manodasha ke hisaab se rishtein banaate hain aur jab chaahe unhen tod dete hain. Namara bhee kuchh aise hee tathyon par aadhaarit hai.
downArrow

Details