*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.
₹225
₹260
13% OFF
Paperback
All inclusive*
Qty:
1
About The Book
Description
Author
Nari-Mahima vishw kee un mahaan naariyon kee kahaanee hai jinhe apne jeevan men ghor vipattiyon kaa saamnaa karnaa padaa. jeevan ke path men wo har kadam par sangharsh kartee raheen .vipreet paristhitiyon ke baavjood bhee unhone apnaa houslaa kam naheen hone diyaa. pariwaar se samaaj se unhe ghor upekshaa aur prataadnaa sahane ko milee par wo apne nirdhaarit laxy se vichlit naheen hueen .unhe apne aap ko saabit karne ke liye apne praanon tak kaa utsarg bhee karnaa padaa par we peechhe naheen hateen .wo apane junoon ko pagalpan kee had tak le gaeen aur antat: apne laxy ko haasil kar liyaa .unkee yahee uddaam ichchhaa aur satat prayaas ne unhe itnee unchaaee tak pahunchaayaa kee wo aaj desh aur duniyaa ke insaanon ke liye prernaasrot ban gaeen .padhiye in mahaan naariyon kee sangharsh gaathaa-Nari-Mahima.