Nav ras kavyashastra ki nau prakaar ki bhavnaon ya rason ko kaha jaata hai jo kala sangeet aur sahitya mein maanav mann ki vivid anubhution ko vyakt karte hain. Theek usi tarah mere is kavya sangrah (Nav Ras) mein nau prakaar ke rason ko shamil kiya gaya hai.