Phir Bhi Hame Prabhu ki Prapti Kyon Nhi Hoti ?
shared
This Book is Out of Stock!

About The Book

Phir bhi humein Prabhu ki praapti kyon nahin hoti — is kitaab mein hamari jeevan shailee ko darshaaya gaya hai ki asal mein hum ta-umr kis prakar apna jeevan jeete hain? Kis prakar hum apne jeevan ka shrin pratishrin vyarth kar dete hain! Hum kya aisa nahin kar rahe jo humein karna chahiye tha? Is kitaab mein har dharm ke maanne waalon ki bhavnaon ko poora sammaan diya gaya hai aur kisi bhi dharm par kataaksh nahi kiya gaya hai! Ye sirf hamare jeene ki aam jeevan shailee se humein avgat kara rahi hai ki humein kya karna chahiye tha aur hum kya kar rahe hain! Mera janm “Chhabra” Punjabi parivaar mein “Ghaziabad” Uttar Pradesh mein hua aur main ek grahni hoon! Lekhan karya mein mujhe shuru se hi ruchi thi! Mere dwaara likhi gayi rachnaon mein ye meri sabse pehli kitaab hai! Jaldi hi kavitaon pe aadharit kitaab aapke samaksh prastut hogi! Lekhika ek grahni maa hote hue ghar ke sab daayitva nibhaate hue saath-saath lekhan karya bhi karti hain jisme bhakti kaavya sehat aur saamajik soch ko leek se hatkar apni rachnaon mein darshaati hain!
Piracy-free
Piracy-free
Assured Quality
Assured Quality
Secure Transactions
Secure Transactions
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.
183
218
16% OFF
Hardback
Out Of Stock
All inclusive*
downArrow

Details


LOOKING TO PLACE A BULK ORDER?CLICK HERE