Pratiyogi Pareeksha Upyogi Hindi Dictionary Combo (Set of 2 Books)

About The Book

This combo product is bundled in India but the publishing origin of this title may vary.Publication date of this bundle is the creation date of this bundle; the actual publication date of child items may vary.वी एण्ड एस पब्लिशर्स ने हिन्दी भाषी पाठकों की जरूरतों को महसूस कर प्रर्यायवाची शब्दकोश का संकलन किया है। प्रस्तुत प्रर्यायवाची शब्दकोश को सर्वसाधारण के लिये और भी अधिक उपयोगी बनाने हेतु इसमें संस्कृत मूल के समानार्थक और तद्भव शब्दों के साथ अरबी फारसी पुर्तगाली डच फ्रेंच आदि भाषाओं के उन शब्दों को भी सम्मिलित किया गया है जो हिन्दी शब्दों के प्रर्याय बन चुके हैं। यह शब्दकोश हिन्दी और अहिन्दी भाषी दोनों पाठकों के लिये समान रूप से उपयोगी है। इसके साथ संक्षिप्त विलोम शब्दकोश भी प्रकाशित किया गया है। यह शब्दकोश विभिन्न प्रतियोगी परीक्षा में सम्मिलित होने वाले प्रतियोगियों के साथ स्कूल व कॉलेजों में अध्ययन करने वाले सभी छात्र-छात्रओं के लिये भी समान रूप से उपयोगी है। प्रस्तुत प्रर्यायवाची शब्दकोश के अन्त में पाठकों की जानकारी के लिये कुछ परिशिष्ट भी जोड़े गये है जिनमें मुहावरे विलोम शब्दों पर आधारित पदबंध भिन्नार्थक शब्द सम्मोचारित शब्द सहचर शब्द तथा अनेक शब्दों के लिये एक शब्दों के परिशिष्ट शामिल हैं जिनका प्रयोग पाठक रोजमर्रा की जिन्दगी में करते है। V&S Publisher ne hindi bhashi pathakon ki jarooraton ko mahasoos kar prayayvachi shabdakosh ka sankalan kiya hai. prastut prayayvachi shabdakosh ko sarvasadharan ke liye aur bhi adhik upayogi banane hetu isamen sanskrit mool ke samanarthak aur tadbhav shabdon ke saath arabi pharsi purtgali dutch french aadi bhashaon ke un shabdon ko bhi sammilit kiya gaya hai jo hindi shabdon ke praryaay ban chuke hain. yah shabdakosh hindi aur ahindi bhashi donon pathakon ke liye samaan roop se upayogi hai. isake saath sankshipt vilom shabdakosh bhi prakashit kiya gaya hai. yah shabdakosh vibhinn pratiyogi pareeksha mein sammilit hone wale pratiyogiyon ke saath school va collage mein adhyayan karne wale sabhi chhatr-chhatron ke liye bhi samaan roop se upyogi hai. prastut prayayvachi shabdakosh ke ant mein pathakon ki jankari ke liye kuchh parishisht bhi jode gaye hai jinmen muhaavare vilom shabdon par adharit padbandh bhinnarthak shabd sammocharit shabd sahchar shabd tatha anek shabdon ke liye ek shabdon ke parishisht shaamil hain. jinaka prayog paathak rojmarra ki jindagi mein karte hai. V&S Publishers has compiled a dictionary of Hindi realizing the needs of Hindi speaking readers. In order to make this preferential dictionary even more useful for the general public it includes synonyms and similar words of Sanskrit origin as well as those words of Arabic Persian Portuguese Dutch and French etc. which have become synonymaus of Hindi words. This dictionary is equally useful for both Hindi and non-Hindi readers. A concise antonym dictionary has also been published. This dictionary is equally useful for all the students studying in schools and colleges alongwith the contestants appearing in various competitive examinations. Some appendices have also been added at the end of this dictionary for the information of the readers including idioms phrases based on inverse words synonyms hypnotized words companion words and one-word appendices for many words which the readers use in everyday life.V & S Publishers ne bazaar me mojud vilom shabdkosh ki kami mahsus kar sanchip vilom shabdkosh prakashit kiya hai. Is shabdkosh ko apne pathko ke liye aur bhi upyogi banane ke liye bolchal me prayukt deshi bhashao ke sath un videshi shabdko ke viloe shabd gye hai jinka aaj hindi shabdo ke rup me kaphi prayog kiya ja raha hai.Yah shabdkosh pathko ke liye atyadhik upyogi siddh ho iske liye shabdkosh ke ant me kuch prishist bhi jode gye hai jinme muhavre vilom shabdo par adharit padbandh bhinnarthak shabd sammocharit shabd sahchar shabd tatha anek shabdo ke liye ek shabdo ke prishisat shamil hai.Prastut shabdkosh ko prakashit karne ke sath V & S Publishers ne prayayvachi shabdo ka atyant upyogi sanschipt shabdkosh bhi prakashit kiya hai yah pratiyogi pariksha me shamil hone vale pratiyogiyo ke sath school aur colleges me padhne wale sabhi chhatra/chhatrao ke liye saman rup se upyogi hai. #v&spublishers
Piracy-free
Piracy-free
Assured Quality
Assured Quality
Secure Transactions
Secure Transactions
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.
downArrow

Details


LOOKING TO PLACE A BULK ORDER?CLICK HERE