Prem: Nishabd Zarna / प्रेम: निःशब्द झरना
Hindi


LOOKING TO PLACE A BULK ORDER?CLICK HERE

Piracy-free
Piracy-free
Assured Quality
Assured Quality
Secure Transactions
Secure Transactions
Fast Delivery
Fast Delivery
Sustainably Printed
Sustainably Printed
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.

About The Book

Prem bina jivan apurn kahlata hain. manushya janm se lekar mrityu ke pravas tak prem rupi dhage se jivan ke har pahlu mein kisi se n kisi se judata hain. khaskar yuva avastha jahan use kisi sathi ki -sang dil ki talash hoti hai jahan se gujare bina na jivan pura mana jaa sakta hain na aadmi prem ke bandhan se khud ko dur rakh pata hain. Is avastha mein insan prem ki talash karta hain kisi se prem ki yachna to kisi se sachh hamsafar banane ka nivedan karta hain aise samay ya to use manchaha prem mil jata hai ya chhut jata hai (chahe jo bhi karan ho)- ye ahsas uske dil mein aise kaid ho jate hain jinse na aadmi kabhi chhut paata hai na bhul paata hain jivan ke ant tak..... Pyar ek khushnuma ahsas hain jo har haal mein kuchh na kuchh sikha jata hain Dil pein nishan chhod jata hain. Samay ke pravah ke sath ye nishabd prem-rupi Jharna har premi-premika ke man mein avirat bahte rahta hain. Ek Khushnuma Ahsaas ke sath....
downArrow

Details