Psychology 5e (Hindi Translation)
shared
This Book is Out of Stock!

About The Book

Yah Pustak Robert A. Baron dwara likhit Psychology ke pancham sanskaran ka pratham hondi anuvad hai. Lekhak Baron ke vichar mein Manovigyan ek eisa chetra hai jiska upyog pratyek vyakti jivan bhar kar sakta hai aur use karna bhi chahiye. Yah manav vyavhar ke bare mein n keval dilchasp niskarsh aur gyan deti hai aapitu yah sansar tatha swany ko dekhne ka ek najiriya bhi pradan karta hai jiska laabh Manovigyan ke pathyakram ko padhne wale hare ek vyakti ko milna chahiye. Manovigyan ki pustak ka hindi aanuvad sahaj ewm saral bhasha mein prakashit klarne ka udeshay ese sikshako vidyarthiyo tatha Manovigyan mein ruchi rakhne wale sabhi vayaktiyo tak pahuchana hai. Jisse gyan ke vistar mein bhasha badhak n ban sake. Anuvadko ne pustak ke mulrup aur lekhak ke vicharo ko dhyan mein rakhate huye pustak ka anuvad bhartiya paripechsay ke anusar kiya hai.
Piracy-free
Piracy-free
Assured Quality
Assured Quality
Secure Transactions
Secure Transactions
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.
661
750
11% OFF
Paperback
Out Of Stock
All inclusive*
downArrow

Details


LOOKING TO PLACE A BULK ORDER?CLICK HERE