Rooh Ki Kalam Se / रूह की कलम से : ग़ज़लें और कविताएं
Hindi

About The Book

Rooh Ki Kalam Se is kitab mein 19 gazalen aur kavitayen haain. Gazalon ko likhne mein Bahar ka puri tarah se dhyan rakhne ka prayas kiya gaya hai. Gazalon aur Kavitaon ko dil aur rooh se mahsoos karte huye likha gaya hai. in Gazalon aur Kavitaon mein jeevan ke har kshetra jaise Dosti Pyar Rishtedar Dushman Samaj aadi ke baare mein in rachnaon ke madhyam se kaha gaya hai jisse padhne wale apne aap ko usse juda hua mahsoos kar payenge aur unhen eisa mahsoos hoga ki ye sab unhone kahin dekha hai.         Ye lekhak ki pahali kitab hone ke karan isme kuchh trutiyan ho sakti hain isliye pahala prayas hai ye samajh kar kshama karne ka prayas karen.
Piracy-free
Piracy-free
Assured Quality
Assured Quality
Secure Transactions
Secure Transactions
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.
downArrow

Details


LOOKING TO PLACE A BULK ORDER?CLICK HERE