*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.
₹150
All inclusive*
Qty:
1
About The Book
Description
Author
Roohdari maan ki vibhin awasthaon main likhi aur vyakhya ki gayi kaviataon ka sangrah hai. Iss sangrah main likhi kavitayein unke adhoore hone ka abhaas karati hain aur apne pathako se unhe pura karke naya arth dene ke liye vivash karti hain. Yeh kavitayein ek yuva vyakti ki mansikta ko darshati hain jo apni bhavnai ko talashna chahta hain. Iss sanchay ki saari kavitayein roohdari ke arth ke ird gird ghumti hain. Roohdari ka arth aatma aur maan se juda hai aur kaise yeh humare maan ke ek bhav se doosre bhav ki aur koodta rehta hai. Kaise hum humesha cheezonn ka arth apne sahuliyat ke hisaab se nikalte hain. Kaise?