Shivakriti ka arth hai - Shiv ki rachna arthat prakriti. Prakriti ishwar ki advitiya rachna hai jo manushya ke liye ek utkrishth uphar hai. Yah pustak jeevan ke sangharsh ki vyakhya karti hai tatha prakriti ke anupam saundarya ko paribhashit karti hai. Is pustak mein rachaita ne apni bhavnaon ko apne shabdon mein vyakt karne ka prayas kiya hai. Isme unhone apni kalpanaon ko vibhinn roop dene ka prayatn kiya hai. Yah pustak maanav jeevan ki anubhootiyon se humara parichay karati hai tatha sanghar