Har insaan ka ek apna safar hota hai jo shoonya se shuru hokar main tak pahunchta hai. Yeh kitaab un sabhi shabdon ka sangrah hai jo maine tab likhe jab mujhe sabse zyada zaroorat thi—khud ko samajhne aur khud ko paane ki. Is sangrah mein aap apne bheetri samvaadon mann ke sawaalon aur apne aap se kahi gayi baaton ka pratibimb paayenge.