Taare  Banjaron Ki Chah Me / तारे  बंजारों की चाह में : Thinks For Life

About The Book

Thinks for life har ek din jeene ka ehsaas hai har din kuch na kuch mehsoos karne ka zariya aur nazariya .

Ise padhte waqt aap har pal ye keh sakte hai ki haan maine ye chiz mehsoos ki thi ya ki hai.. ise likhte waqt maine ye jana ki kabhi kabhi soch me main itna dub gayi thi ki yun lagta tha ye shabd mere sath hi rehte hai subah uthte hi pyari si muskaan mujhe dete hai .

Kuch aise hi ek ek shayari aur kavita ko dil se mehsoos karte hue kore kagaz se aap tak pohochane ki koshish ki hai .

"Taare banjaro ki chah me" Kitaab ke madhyam se ye varnan diya ja raha hai ki kuch agar hasil karne ka man ho aur junoon ho toh taare khud un banjaron ke liye chalke aate hai jinhone aaj bhi jeewan ke raston par banjare ban vo khoj jari rakhi hai ki aakhir vo kya hai jo unhe sabse alag banata hai aur kaun si vo chhodi hui chah hai jo vo poora karna chahte hai . Kya vo sab haseel karne ke liye ham jaise banjaro me utni himmat hai ya nahi ? Agar ham us rah me chal padte hai to taare (victory naam ) khud hamari chah me intazaar me rehte hai . Hame zaroorat ye hai ki iske liye man ki sun kar man ki karte rehna aur aage bhadte rehna...

Kai taane bhi mil sakte hai is raah me par jo khud ke naam aur man ke liye kuch karte hai asal taare unhi ki jeb me milte hai..

- Kritika Agarwal

(Thinks for life)

Insta - @kthinksforlife

Piracy-free
Piracy-free
Assured Quality
Assured Quality
Secure Transactions
Secure Transactions
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.
downArrow

Details

LOOKING TO PLACE A BULK ORDER?CLICK HERE