*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.
₹141
₹170
17% OFF
Paperback
All inclusive*
Qty:
1
About The Book
Description
Author
Tanav ki samasya ka badhta star aaj ke Samay Mein bacchon Se Lekar bujurgon tak dekha ja raha hai .Kyunki Tanav Hamare Jivan Mein Janm Se Lekar mrutyu ke Samay Tak Jeevan ke har padaon Mein banaa hi rahata hai .Tanav Ke Bhi 2 Roop hote hain sakaratmak aur nakaratmak . Arthat chinta aur Chintan .Yadi ham Jivan mein kisi bhi pareshani ko lekar Chinton Karte hain to ham dekh paate Hain Ki pareshani Ka Hal nikalna Sambhav hai Kyunki Chintan Thande aur Shant Bhav Se Hi Sambhav Ho pata hai.Aur yadi ham nakaratmak Tanav Se grasit hokar Kisi bhi pareshani ya Kisi bhi Vishay Ki Chinta Mein Pad Jaate Hain to ulajhte hi Jaate Hain fir samasya Chahe Chhoti ho ya Badi .Aur isi Tanav ki vajah se shikshit aur pratishthit vyakti ki bhi Mana sthiti Parivartan mein samay Nahin Lagta aur Ve Tanav Ki chapet Mein Aakar dusra Marg chune se parheje nahin Karte Chahe vah galat hi Kyon Na ho. Aur Yahi per Ek Sahi margdarshak Ki avashyakta padti Hai. yadi yah margdarshan Hamen Bhagwat Geeta ke Madhyam Se prapt Ho To Ham Apna Tanav kam karne ke sath sath Jivan ke har star ko Uncha bhi kar sakte hain .aur sakaratmak ravaiya apnane mein bhi madad milati hai. Jay Shri Krishna