THAT 18 HOURS : A LIFE CHANGING JOURNEY


LOOKING TO PLACE A BULK ORDER?CLICK HERE

Piracy-free
Piracy-free
Assured Quality
Assured Quality
Secure Transactions
Secure Transactions
Fast Delivery
Fast Delivery
Sustainably Printed
Sustainably Printed
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.

About The Book

Hum sab logon ki zindagi mein har waqt har pal kuch na kuch hota hi rehta hai. Hum log kabhi kabhi usey dhyan dete hain Kabhi kabhi ignore kar dete hain. Har waqt zindagi hume kuch na kuch sikhana chahti hai. Jis tarha bachpan mein hum sab ek jaise hote hain fir bade hote hote ek dusre se badalte jate hain. Aisa issi liye hota hai kyun ki hum sab alag alag chizen sikhte hain koi achha koi bura toh koi kuch aur. Zindagi ka sikh chahe hum uss waqt apnaye na apnaye ek aisa waqt zarur ata hai jab woh sab sikh hume bari bari yaad ati rehti hai. Kabhi kabhi bahut der ho jati hai aur hum kuch nahi kar pate. Hum log dusre chance ki dua mangte hain kash jo karna chahte the woh kar pate jo galat kiya woh sahi kar pate kash ek mouka aur mil jata toh hum shayad kuch alag kar patekuch alag ban pate. Zindagi kabhi kabhi hume woh mouka deti hai toh kabhi kabhi nahi deti.Zindagi ka sabse hasin palon mein se ek hota hai college ka waqt wahan hum bante bhi hainbigadte bhi hain sikhte bhi hain aur sikhate bhi hain. Zindagi ki in hashin palon mein thik ussi tarah zindegi Lucknow ki jamia college ki kuch students ko ek aisi modd pe le jati hai jahan unhe apni sari zindegi samne nazar aa jati hai. Unlogon ne kya kya kiya hai? Kya kya karna hai? Kya kya karna tha? Ye sab sochne pe unko woh waqt majboor kar deta hai.waqt dikhata hai woh kisi ke isare pe nahi chaltasath hi sath ye sikha deta hai ki ek chiz ke piche ek hi wajha nahi hoti hai uske piche bahut sari feelings hoti hai.
downArrow

Details