<p>The love college naam se hi khuch mohabbat ke kisse samajh aate hai. Is kitaab me likhi gyi kahaaniyan sabke liye kabhi n kabhi yaadgaar rhi hogi. College ki umr sabse kimati umr mani jaati hai kyoki isi umr me hme apne bhavishy ke liye naye fesale or naye raaste chunane padte hai. Or inhi dino me hota he ishq.</p><p>College ke dino ka ishq bhule nhi bhultaa kyoki is umr me to shetaniyan masthiya krte he wo kabhi n bhulne wali yaad bnkr rah jati he.</p>