*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.
₹198
₹250
20% OFF
Paperback
All inclusive*
Qty:
1
About The Book
Description
Author
Amreeka ki duniya bhar mein aisi mahima hai ki uss desh ke baare mein har vayakti ki apni nishtit dharna hai- jo vahan gaya hai uski bhi aur jo nahi gaya hai uski shayad aur bhi.Iss hasye ? vinod se jhalakte upanyaas mein ek yuva Bhartiye chaatra dwara ek chote se Amreeki Vishvavidyalaya mein bitaye ek varsh ke anubhavon ka varnan hai. Jise sankshep mein kaha ja sakta hai: ' Amreeka ? Ek Vayaktigat khoj'. Nayak Gopal ek aise chote se kasbe se aaye hai jisse sathaniye bolchaal mein ' Madhya Pradesh ka Paris' kaha jata hai. Uski angrezi bhasha ka gyaan haasyaspad dhang se bhartiye andaaz ka Putt kiye hue hai saath hi Amreeka ko lekar uski manoranjak khoj aur vahan hue kayi tarah ke romanchak anubhavon se hoti uski khud ki paripakvata ke irda-girda ghumti hai.Iss upanyaas mein painepann ke saath hi arth ki gehrayi hai jo ki pathak ko isme varnitt mazedaar ghatnachakron se kahin aage le jaati hai.