*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.
₹167
₹180
7% OFF
Paperback
All inclusive*
Qty:
1
About The Book
Description
Author
Kusum bachpan se mehsoos karti aayi hai ki maa akeli hai. Sabhi rishtedaaro aur unke pati ne parityag kiya. Swayam usne bhi maa ki tarah ekaki jeevan vyatit kiya. Kusum ke man mein jigyasa hai ki uske pita ne maa se prem vivah karke talaq kyun liya? Maa ki kahani jaankar uski dhaarna badalti hai aur usmein pratirodh ki bhawna jagrit ho jaati hai. Is karya hetu kisi bhi saadhan ka prayog karne mein jhijhakti nahi hai. Rishte banane mein samlaegig vyahvar ko apnane mein bhi use sharm nahi aati hai. Kuch samay ke saath rishton ki ahemiyat samajh aane par uske vicharon mein parivartan aa jaata hai aur woh koshish karti hai ki rishton mein madhurta bani rahe.