*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.
₹236
₹250
5% OFF
Paperback
All inclusive*
Qty:
1
About The Book
Description
Author
Is Kavya Sangraha mein jeevan ke anek satyon ko ujagar kiya gaya hai. Ye anek vishayon par aapse kee gayi varta hai.Kavyitri vibhinna vishayon par apna drishtikon sajha karte huye apne pathakon se vartalap karne ka prayas karti hai. Vah ek marg prashast karti hai jispar aage badhna hai ya nahin voh hamara chayan hai. Us niryay ke liye keval aur keval ham uttardayi hai.Is vartalaap ka ek hi mantavya hai vo hai aap tak kucch ankahi baton ko pahuchana. Shrishti ke satya aur sangharshon ko apne pathakon ke samaksh prastut karna yahi drishti ka ekmev uddeshya tha. Kintu is vartalaap ko saphal karne ke liye aapko bhi kucch karna hoga kyunki ek tarfa vartaalaap kabhi saphal nahin ho sakta Isliye in kathanon par aapko soch-vichar karna hoga. Vahin aapke aur is vartaalaap ko poorn banaega.Kyunki vartaalaap ke mahattvon ko vaartaa se hi jaana jaa sakta hai.