*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.
₹150
All inclusive*
Qty:
1
About The Book
Description
Author
Is pustak ko padh kar pathako ko samay ke mahatva ka ehsaas hoga. Unhe yeh bhi anubhuti hogi ki hum is abhasi duniya me kam karte huye aur samay se aage nikalne ki koshish me bahut sare pal piche chhod dete hain. hum apne swa aur atm gyan se pare ho jate hain. Jinke lie hum kam kr rhe hain unhe bhul jate hain. Samay se poorv zyada kamane ki chah me aneko masoomo ke ghar ujad rhe hain hinsa aur paap badh rhe hain. hum sabhi ko gyat hona chahie ki Hum kamaane ke lie nhi jeete balki jeene ke lie kamate hain. iske alawa pathakon ke romanch aur manoranjan ko dhyan me rakhte hue is pustak me kuch prem sandarbh se judi kavitayen aur shayri bhi hai kyonki prem ke bina jeevan niras hai .