Ve Din Ye Din (Hindi)

About The Book

19th Century se 21th century tak ki doori tey karti inn 5 peedhiyon mein aam gharon ki striyon ki zindagi bhi prakarantar se maujut hai. Katha ka aisa visvrit falak asadharan striyon ki asadharan kahani nahi buntabalki veh badi suthrayi se pathakon ke aage Bengal ke Madhyevitt parivaron ki samanya prayeh ghar- grehsati chalane aur bache paalne tak hi seemit kendrit rahi 5 mahilaon lekhika ke parnani nani maa swayam aur apni beetiyon ki zindagiyon ke taane-baane ko ek puree chadar ki tarah faila deti hai.' Ve Din Ye Din' ek budhijivi stri ki aatmakatha hai jo madhyavitt sanyukt parivar ki mithaas aur talkhiyon ko kubul karte hue apne liye sarthak rah gadti hai. Yeh aatmakatha pichli pidiyon aur vartmaan pidi ko nishpaksh dhang se tolne ki koshish hai aur aadhunik samay mein badhte hue kadmon ka abhinandan hai.
Piracy-free
Piracy-free
Assured Quality
Assured Quality
Secure Transactions
Secure Transactions
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.
downArrow

Details


LOOKING TO PLACE A BULK ORDER?CLICK HERE