Yatpinde Tatbrahmande / यत्पिण्डे तत्ब्रह्माण्डे: Yatpinde Tatbrahmande

About The Book

<p>Duniyabhar mein corona namak mahamari ke achanak aagman se logon ka jivan buri tarah prabhavit hua hai . Bharat bhi isse achhoota nahi raha . Desh mein jab ikkis dino ke liye pehla lockdown lagaya gaya to hamesha vyast rehne wali duniya ke logo ne ise apne parivar ke sath waqt bitane ke avsar ke roop mein liya . Yeh aapda mein avsar talashne jaisa tha . ghar par rehte huye purushon ka bhi padarpan rasoi mein hua aur unhone striyon ke us anakahe dard ko mehsus kiya jo ve sadiyon se apni niyati mankar sahti aayin thin . us shram ki bhi pehchan ki gayi jo ab tak nazron ke samne hote huye bhi ojhal raha karta tha . rasoi ke itne rehte huye logo ne jo bhi mehsus kiya ho kintu vyaktigat roop se mujhe rasoighar mein upasthit vibhinn avyavon ne prabhavit kiya . in tattvon ne tattvadarshi ki bhoomika mein aane ke liye uksaya bhi aur apne sahare desh-duniya ko samajhne -samjhaane ke liye aamantrit bhi kiya . rasoi ke inhin avyavon ke darshnik rajneetik aur samajik sandarbhon ki pehchan karne ki ek chhoti si koshish matra hai ye pustak ....</p>
Piracy-free
Piracy-free
Assured Quality
Assured Quality
Secure Transactions
Secure Transactions
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.
downArrow

Details


LOOKING TO PLACE A BULK ORDER?CLICK HERE