“Sukh-Dukh ke bahumulya ragon se alankrit hai hamara jeevan. Ye chahe-anchāhe phal hi to jeevan jeene ka hausla aur jeevan yatra ko sāarthakta pradan karte hain. Jeevan ke ubad-khabad sunahre pathrile chahe-anchāhe anubhavon ko kavya-panktiyon mein sajone ka laghu prayaas hai yeh kavya-sangrah. Koi bhi path ho kaisa bhi manzar ho — pathik to nirantar prayaasrat hote hain. Pratyek sam-visham paristhitiyon mein bhavnaon ke bhavar mein phanskar bhi sangharsh karne aur jeevan saloṅ ka samman karne ka hi naam hai… “Zindagi Phir Bhi Muskuraati Hai…”
Piracy-free
Assured Quality
Secure Transactions
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.